Khail
Pakistan k khilaaf series k liye Australian Squad ka ilaan kar dia gya
Canberra (N N I) Sri Lanka aur Pakistan k khilaaf T 20 series k liye Australian Squad ka ilaan krdia gya hai .cricket Australia aynda baras apney mulk mein schedule T 20 World Cup ki tayario ka aghaz Sri Lanka aur Pakistan k khilaaf 3، 3 T20 matches ki series se kar raha hai … Read more Pakistan k khilaaf series k liye Australian Squad ka ilaan kar dia gya
Saania Mirza cricket teamo ki nakami ka zima daar players ki baigamaat ko qaraar dene par gusse mein aa gaien
Nayee Dehli (N N I) Bhaarti tennis star Saania Mirza cricket teamo ki nakami ka zima daar players ki baigamaat ko qaraar dene par gusse mein aagayin . aik taqreeb mein jub Saania Mirza se poocha gya ke shoaib mulk ki ehlia hone k natay World cup mein Pakistan ki shikast ka zima daar inhayn … Read more Saania Mirza cricket teamo ki nakami ka zima daar players ki baigamaat ko qaraar dene par gusse mein aa gaien
One day ranking mein Babar Azam ne apni teesri position mustahkam bana li
Dubai (N N I) one day ranking mein Babar Azam ne apni teesri position mustahkam bana li ،fast bowler Muhammad Aamir top 10mein agaye . Sri Lanka se doosrey one day mein century bananay wale Babar Azam ne batting ranking mein apni teesri position ko mustahkam krlia ،834 ratting points tak pohnchnay se in ka … Read more One day ranking mein Babar Azam ne apni teesri position mustahkam bana li