Gilgit Baltistan
Lake Saif ul Muluk Baltoro Glacier Siri Paaye. Shogran Kaghan Valley Hispar Glacier Biafo Glacier
Latest Urdu News
Lake Saif ul Muluk Baltoro Glacier Siri Paaye. Shogran Kaghan Valley Hispar Glacier Biafo Glacier
1848 mein Kashmir k Dograh Sikh Raja ne in elaqon par ba zor qabza kar liya aur jub Pakistan Aazad hawa to us waqt ye ilaqa Kashmir k zair nagien tha .1948 mein us elaqay k logo ne khud larh kar azadi hasil ki aur apni marzi se Pakistan mein shamooliat ikhtiar ki . Azadi … Read more Gilgit aur Baltistan .
Pakistan k khyber Pakhtunkhwa mein waqia aik haseen tafrihi muqam jo sata samundar se 2362 meter bulandi par waqia aik sata murtafa hai .Shogran ya Shograa Kiwai se sirf 10 aur Balakot se 34 km k faaslay par waqia hai. “Sho “ matlab Hindko zubaan mein “khoobsurat “aur “giraan “k mani “gaon “k hain ،us … Read more Shogran
Jheel Saif ul Malook Naran Pakistan mein 3224 meter /10578 foot ki bulandi par vadi Kaghan mein waqia hai .qarebi qasba Naran se bazaria jeep ya paidal us tak puhncha ja sakta hai . ye aik intihai khoobsurat jheel hai .Dunia bhar se seyyah usse dekhnay k liye atay hain .Malika Parbat aur doosrey pahadon … Read more Lake Saif ul Muluk
Naran Balakot se 75kilo meter k faaslay par mojud hai ye jagah seyyah hazrat k liye aik ahaam jagah hai . ye jagah apni khoobsurti ki waja se buhat mashoor hai .us jagah ka sub se khoobsurat muqam Lake Saif ul Muluk hai jo 2.7 murabba km k raqbay par phali hoi hai us k … Read more Naran Valley
Vadi Kaghan Zilla Mansehra ،khyber Pakhtunkhwa ki aik haseen vadi hai jo apney qudarti hussan k baaes alamgir shohrat ki hamil hai .Pakistan k shumali elaqon mein waqia kayi maroof tafrihi o haseen maqamat issi vadi mein waqia hain .8 October 2005 ko aaney wale tabah kin zalzalay se us vadi ko bhi noksan pohnchaya … Read more Kaghan Valley