web analytics

”Jis ne Pakistan par hamla kya goya us ne China par hamla kya”. Chini Sadar

Islamabaad (monitoring desk) senior sahafi Sami Ibrahim ne Wazir e Azam Imran Khan aur Qamar Bajwa k dora China aur Chini Sadar kay sath mulaqat par tabsara krty huwey kaha hai kay mujhey intihai ba wasuq zarraiye ne btaya hai ke army Chief General Qamar Bajwa ka dora China pahley se plan tha ،lekin Chini … Read more ”Jis ne Pakistan par hamla kya goya us ne China par hamla kya”. Chini Sadar

CPEC duniya ka sub se bara iqtasaadi o taraqiati mansooba.

China Pakistan Economics Corridor (CPEC) duniya mein jari us waqt sub se bara aqtesadi o taraqiati mansooba hai jiski ibtedai maaliat 46 arab dollar hai jo mazed barh kar 62 arab dollar se tajawuz kar jai ge .us mansooby mein taweel kushada aur mehfuz sarrkayn ،tawanayi k mansooby ،industrial Parks aur Gawadar bandar gah ki … Read more CPEC duniya ka sub se bara iqtasaadi o taraqiati mansooba.

CPEC ke ikhrajaat kya hain?.

Akhrajaat char iqsaam k ho sakte hain 1: Bijli ki pedawar ،tarseel aur taqseem ،aur sarkon ki tameer par sarmaya kari k bila wasta akhrajaat 2: Bilwasta akhrajaat :bare paimanay par hone wali sarmaya kari ki waja se iqsaat mein izaafa hota hai ،aur chand masnoaat aur khidmaat ki mkami qeematon mein ziyada se ziyada … Read more CPEC ke ikhrajaat kya hain?.

China–Pakistan Economic Corridor se humain kitne fawaid hasil hon gay?

Aisa mulk jahan manfiat aur addam itmadi ka dor dora ho،naqaad aur hosla shikkan log qabil ehtram hon ،aur social media par janbati beyanaat aur mann gharat kahaniyan gardish kar rahi hon. Aisay mein qoumi masaail par ghair janbar darana tajziya pesh karna kafi mushkil ho jata hai . CPEC k khilaaf 3 iqsaam k … Read more China–Pakistan Economic Corridor se humain kitne fawaid hasil hon gay?

CPEC k khilaaf 3 iqsaam k tahafzat paye jatay hain.

Agar issi sarmaya kari ka ilaan ksi doosrey taraqi pazir mulk mein hawa hota to wahan ka Qoumi rad amal ye hota ke hameen maeeshat ko ziyada se ziyada faida pohnchanay k liye kon se iqdamaat krny chahen? Mojuda surat e haal mein kon si  kamzoriyon aur kamiyon ko dor krny ki zaroorat hai magar … Read more CPEC k khilaaf 3 iqsaam k tahafzat paye jatay hain.

China–Pakistan Economic Corridor kya hai?.

Pak China aqtesadi rahdari. Pak China aqtesadi rahdari (CPEC ) aik buhat bara tijaarti mansooba hai ،jis ka maqsad junoob maghrabi Pakistan se China k shumaal maghrabi khud mukhtaar elaqay Xinjiang tak Gawadar bandar gah ،railway aur Motorway k zariye tail aur gas ki kum waqt mein tarseel karna hai . aqtesadi rahdari Pak China … Read more China–Pakistan Economic Corridor kya hai?.