web analytics

Noon League ka azadi March mein shirkat ka faisla altawa ka shikar ،jantay hain Shahbaz Sharif ne Nawaz Sharif se mulaqat kion na ki ?

Lahore (On Line) Azadi March se mutaliq Muslim League Noon ka faisla aik baar phr altawa ka shikar ho gya ،Shehbaz Shareef ki kamar mein takleef k sabab jumrat ko honay wali Kot Lakhpat jail mein Nawaz Sharif se mulaqat moakhir kar di gai . Doctors ne Shahbaz Sharif ko kamar dard k sabab araam … Read more Noon League ka azadi March mein shirkat ka faisla altawa ka shikar ،jantay hain Shahbaz Sharif ne Nawaz Sharif se mulaqat kion na ki ?

Sehat card hasil karny ka tariqa .

Sehat Card kya hai ye aapko kahan se mily ga aur app ne usko kaise istamaal karna hai ? Sehat Saholat Program mein shamooliat kay liye National Poverty Survey mein 32.5 se nichay ratting wale tamam khandanon ko ye card automatic system k zariye diye jayain gey . Sehat card fi card insurance 7 se … Read more Sehat card hasil karny ka tariqa .

Asif zardari ،Nawaz Sharif aur Imran Khan ka dora America ،kis k douray par kitna kharch aaya hairat angaiz adaad o shumaar manzar aam par aagaye

Islamabaad (NNI) kisne Pakistan ko maqrooz banaya aur kis ne tax k peson par kitni aiyashi ki ،chief organizer saif allah khan niazi ne samaji rabtay ki web site par adaad o shumaar jari kar diye . Zardari aur Nawaz shareef k douron k akhrajaat ka wazir e azam Imran Khan k douron par kharch … Read more Asif zardari ،Nawaz Sharif aur Imran Khan ka dora America ،kis k douray par kitna kharch aaya hairat angaiz adaad o shumaar manzar aam par aagaye